कैसर जमाल से प्राप्त एक मेल .लगा इसे आप लोगों के बीच भी आना चाहिए
One of the Indian came from India to Saudi ArabiaSay's:
Bees' साल pehle Saudi aaya tha to ek Riyal TeenRupiye ka tha।
Socha tha
do लाख hojaayengay to waapas chala jaoonga।
Ke chand laakh जमा hojaye waapas chala jaoon।
In bees saalon mein mujhe
Bacchon se doori,mohabbat mein kami,
rishte daaron ka bantwaara,bacche waha main yahan,
Pahle teen mein guzaara hota tha ab 15 hazaar bhi nakaafi.
Ghar banaya, bacchon को padhaya
Abhi na idhar ka hoon,न udhar ka।
Wahan koi janta nahin,yahan koi manta nahin.
Bacche khoobsoorat मकान mein rahte hain,
main ek bed का mehmaan, कमर का dard badhta jaa raha hai।
Jawani dekhi nahin,burapha jaldi dikh gaya .
Koi uncle कहते hain to ghussa aata hai,
aaine me dekhta hoon टू soonchta hoon ke usne theek hi kaha।
Phir bhi koi acchi ख़बर nahi milti।
Aaj chachi mar gayi, taayaabbu bimaar ho gaye,
maamu ko dil ka daura pad gaya,bacche aawaara -गर्दी karte hain,
Khaalu ka inteqaal hogaya.
petrol महँगा ho gaya,
aaj bijli phir महेंगी हो gayi, rasoyi gas ka bill dugna
currency ki qeemat गिर gayi.
Mai किसी bacche ko गोद mein utha kar pyar nahi kar saka,
ungli pakad kar स्चूल chod na saka.
Mere saare dost बिचाद gaye.
rishte daaron ki nazar mere saaman par hoti hai.
Kisi ko hamdardi नही
बच्चे kahte hain --abbu जब aap aate hain to hamari saari routine kharab ho jaati hai।
Biwi hukm -raani hai ghar par
jaata hoon to use is qadar ehsaas hota hai ke
agar aayega to yahi hukm-raan hoga.
Basti mein sab ka राव्या hairaan –kum hota hai,
Biwi kahti hai ek - do saal aur arab mein rah lijiye kuch पैसे aur jama hojayegen .
Betiyaan kahti hain
jahan bees saalon mein kuch nahi banaya
do- char saalon mein kya हो जाए गा ।
Bees Saalon Mein Mujhe Kya Mila ?
Come on Don't cry it's happen toeveryone who comes to Kingdom of Saudi Arabia.
16 घंटे पहले
1 comments: on "अरब की डाक से"
dard ke nange jism ko shabd pahina diye] achha laga. jamaal sahab se yahi kahna chahoong - aa ab luot chalain
एक टिप्पणी भेजें
रचना की न केवल प्रशंसा हो बल्कि कमियों की ओर भी ध्यान दिलाना आपका परम कर्तव्य है : यानी आप इस शे'र का साकार रूप हों.
न स्याही के हैं दुश्मन, न सफ़ेदी के हैं दोस्त
हमको आइना दिखाना है, दिखा देते हैं.
- अल्लामा जमील मज़हरी